Blogger Blog Me Google Translate Widget Kaise Add Kare
Hello dosto aaj me apko Blogger Blog Me Google Translate Widget Kaise Add Kare, ke baare me batayunga jinse aap apni blog ko all language me provide kar sakte hai or apni blog ka traffic bada sakte hai. Blogger blog par translate widget lagane ke bad apke readers bad jayenge aur readers apko out of country se bhi milenge. Jisse agar apke blog par koyi out of country se ata hai aur blog par lage ads par click karta hai to apki bahut income hogi or blog ki cpc bhi badegi.
Blog par google translate widget lagane ke ek nahi balki bahut jyada fayede hai yisliye sabhi hindi aur english and other language bali blog admin ko apni blog par add karna chahiye, jisse blog ek profetional blog ban sake.
Google ek bahut hi badi compny hai internet ke mamle me aur bo sabhi related copmniyo se aage bhi yisliye bo har time apne user and partners ko new se new information provide karta rahta hai. Yisliye google translate bhi google ki bahut populer service hai jise google ne develop kiya hai.
google translate ka istmal sirf blogger hi nahi balki duniya ki sabse badi se badi sites bhi karti hai kyonki sabhi sits chahti hai ki hamari blog har country me famous ho yisliye sabhi translating system ka use karte hai.
Agar aap blogger hai to apke liye ye bahut hi populer service hai agar aap blogger service user hai to aap mere diye huye step se apni blog me translate widget add kar sakte hai. Agar aap wordpress user hai to aap plugin ko use kar sakte hai.

Sabse pahle me bata du ki translate widget sateek language par work karta hai. Mera matlab ki agar aap hindi me likhte hai to apko apni likhne ki gramer (व्याकरण) ko sahi se samal ke likhna hoga aur full stop( | ) jaise marks ko bhi use karna hoga agar aap yesa nahi karte hai to google translate widget word ko translate sahi se nahi karega to dosto sabse pahle apni writing skills ko sudhare.
Step 1: Sabse pahle aap apne blogger acount me login karle. Login karne ke bad deshboard me jakar Layout par click kare.
- Add a widget par click kare
- Google translate Slect kare
- Translate widget ko save kare
- Save arrangment par click kar de.
Comments
Post a Comment