Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare
Hello bloggers aaj me apko batayunga Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare, Aaj ka topic har blogger ke liye bahut hi jaroori hoga kyonki har blogger chahta hai ki uske sabhi post google me aye or achhi rank par aye jisse hamari blog ko achha traffic or achhe user mil sake. To dosto me apko yese hi topic par batayunga or search description ko blogger me enable bhi karna batayunga.
Dosto SEO bhi ek bahut badi cheej hai. Mera matlab hai ki SEO bahut badi problem hai har blogger ke liye. Kyonki kisi bhi blog post ki SEO yani search engine optimization ke bina ham search engine me achhi rank position nahi pa sakte hai.
Search engine optimization karne ke bahut sare ways hai meri mano to yitne sare hai ki aap unko follow karte karte problem pad jayenge yisliye SEO hamare liye jitna jaroori hai bas yutna hi use kare. Aaj ham apko blogger ke har post me search description use and enable karne ke bare me janege kyonki ye bhi bahut hi bada efect hai SEO ke liye Ham bina post meta description use kiye blog post ko google ya other search engine me rank nahi kara sakte hai.
Baki ki baate ham apko agli post "Blogger Post Me SEO Friendly Search Description Kaise Use Kare" To yiske liye apko thoda wait karna hoga lekin jab tak ke liye ham apne main topic par ate hai or aaj ka apna topic start karte hai.

Dosto mene apne topic ke baare me poora poora full information de di hai lekin ab hame apne blogger ki har post me meta search description enable karna hai jo ki bahut hui easy hai ham apni blogger blog me kar sakte hai. Yiske liye aap niche ke step follow kare.
Step 1: Sabse Pahle app apne blogger acount me login kare or apni blog choice kare jisme apko description enable karna hai.
Step 2: Ab aap SETTING par click karo >> SEARCH PREFERENCES >> par click kare.
Step 2: Ab aap SETTING par click karo >> SEARCH PREFERENCES >> par click kare.
- Meta Tags par click
- YES Par Click Kare
- Aur Description Me Baha Apne Blog Ke Bare Me 150 words me likhe
- Save Changes par click kare
Ab apke blog ki har post me search description enable ho gaya hai ab aap apne blog par jakar add new post par click karke Right Side me jakar post editor pennel me jakar dekh sakte hai.
Ab app uper diya hua image me dekh sakte hai ki apke blogger post me search description enable ho gaya hai or show bhi ho raha hai. Ab aap uspar click karke description me 150 word ka post about set kar sakte hai. Aap yisme 150 word hi use kar sakte hai yisse jyada use karne par SEO par efect padega.
To dosto aaj ka post apko kaisa laga hamhe jaroor bataye dosto hamari blog par mostly blogger blog ki problem ko solve kiya jata hai. Agar apko problem to neeche comment me jaroo bataye.
Comments
Post a Comment