Guest Post Kaise Kare - Blog Par Guest Post Karne Ke 10 Fayede
Hello guys aaj me apko batane bala hu blog ya website par guest posting accept kaise start kare, blog par guest post publish kyu or kaise karte hai, guset posting ke fayde or nuksan, guest post kaise kare, guest post karne ke kya fayede hai, blog ya website par guest posting accept kaise start kare, blog par guest post publish kyu or kaise karte hai, guset posting ke fayde or nuksan, agar dosto aap ek blogger hai aur blogging karte hai aur aap blogging me new hai to aaj apko bahut khas topic par batane bala hu, jo me apko uper bata chuka agar aap kisi blog par guest karna chahte hai to kaise kare aur guest kaisi blog par kare.
Guest Post Kaise Kare - Guest Post Karne Ke 10 Fayede
Guys agar aap soch rahe hai ki aap kisi blog par guest post kare aur ye apko to pata hi hoga ham guys post kab karte hai i know ki jab hamari blog new ho aur jab hmhe blog par treffic and blog ko rank karane ke liye backlink ki jarurat ho.
Agar dosto aap bhi hamari tarah soch rahe hai to achhi bat hai lekin aap to jante hi hoge ki hamhe guys post bhi bahut chaturayi se karni hogi kyonki hmhe usi blog par guest post karni chaiye jiski rank achhi ho and uski bhi bahut sari quality backlink ho and sabse badi hoti hai uska treffic kyonki jab tak blog par achha treffic nahi hoga apki backlink koyi kam nahi karegi.
To chalte hai aur jante hai blog par guest post kaise kare aur kaha kare......
Guest Post Karne Ke Fayede.
Agar aap soch rahe hai ki hmhe kisi bhi blog par guest karne se kya fayeda hoga to apko bata du ki apko bahut sara fayeda hoga agar aap fayede ki baat kare to apko niche ye sab fayeda hoga.
- Backlink milegi
- Treffic milega
- Google aur other search engine me rank milegi
- Apki blog ki populerty badegi
- kam time me jyada blog famouse ho sakegi
- Adsense jaldi approval ho jayega
Ye to the guest post karne ke fayede ab jante hai ki hmhe kis blog par karne chahiye.....
Guest Post Kis Blog Par Karna Chahiye
Agar aap kisi blog par guest post karna chahte hai to aap ye bhi janle ki aap ko har blog par guest post karne ki jarurat nahi hai, hmhe bahi blog par guest post karna chahiye jiski blog par parfect treffic and backlink ho, agar aap kisi bhi blog par guest post kar dege to apko guest karne ka bilkul bhi fayeda nahi milega,
Conclusion:
To dosto me asha karta hu aapko aaj ka article guest post kaise kare passand aya hoga to aap ise like share kare aur apke jo bhi sawal ho bo aap niche comment kare,
thank for reading..........
Comments
Post a Comment